1. What is Accounting ?
◾Vyapar ki tamam len den ko likhne aur sangrah karne ki prakriya ko accounting kehte hai.
Vyapar ke kuch important lenden
- PURCHASE - kitna maal kharida.
- SALSE - kitna maal becha.
- PAYMENT - kisko kitna paise diye.
- RECEIPT - hamko kitne paise kisne kisne diye
- CREDITORS- ham se log kitna mangte hai.
- DEBTORS - ham kin logo se kitna mangte hai
- PROFIT & LOSS- kitna faida ya nukasan hua
- STOCK - kitna maal padaa hai
- EXPENSES - kitne kharche hue
- INCOME - kitni kamaii huii