CCNA kya HAI ?

0

1      CCNA kya HAI?

CCNA (cisco certified network associate) cisco se ek certification hai. Jo network devices ke manufacture aur sales mamle me famous hai. Ye certificate ye dikhayega ke aap unke devices aur un me use hone wali technology ko jante aur company ke requirement ke hisab se manage kar sakte ho jaise. 

  •  LAN/WAN
  • TCP/IP model
  • Switches and routers
  • Network utilities (ping, tracert, arp)
  • IP addressing and subnetting
  • VLANs and trunking
  • Routing protocols such as OSPF
  • WLAN
  • NAT and ACLs
  • Automation and programmability

 

1.1     certificate kaise le ?

Aap single test CCNA 200-001 de kar aur pass karke certify ho sakte ho. Exam me lagbhag 120 quation hote hai. Total marks 1000 ka hota hai jisme 800-850 passing score mana jata hai.

 

1.2     exam kaha se de ?

To, exam dene ke liye appointment Lena padta hai ek online test aur payment karke through Pearson VUE. Aur jis nearby centre me naam aayega waha jana padega time 120 min ka rahega aur English aur japani me bhasa me. Exam baad agaar pass hue to result turat mil jayega. Per sirf score milega kitne sahi kitne galat itta detail me nahi babtate cisco wale.

Tags

Post a Comment

0 Comments
Post a Comment (0)
To Top